Hello dosto Mera Name .sujeet chauhan
Mai apne gaw k cricket k bare me aaj aap logo ko bataunga ki kaise hota hai hamare gaw me cricket.
Mere gaw me cricket ka sabse pahle koi rull nhi hota hai daily naya- naya rull banta hai.hamre yaha wicked 11 (Adobe)ita..
Pich ki lambayi bowler k hisab se agar fast ball ki hogi to lambi nhi to normal pich rahegi.
Ak team me jitane players khel sake chahe vo 11 se kam ho ya jyda sab log khel sakte hai.
Boundary ki lambayi khelate khelte ban jati hai,jaha jhagara hone ki sambhavna hoti hai vaha par,ita ya patthar rakh diya jata hai taki dusari team ko bhi labh mile ,team ka captain agar hmare pachh me hai to galiya (cheating) nhi hogi varna,fight bhi ho jati hai.sabse pahle vahi batting karega jo jyda ran mar sake nhi to bad me gali bhi sunana padhta hai agar ball se kam ran bana kar aayega to. Jisase catch miss ho jayega vo pure filder ka dusman ho jayega agar match har k kagar par hai to gali bhi sun sakta hai.run out agar achha players hua hai agar karibi mamala hai to vo out nhi hoga varna match draw ho jayega.bowling vahi karega jisake pas tej fekne ki chhamta ho aur jyda run diya to dali sun sake yese mind ho.Run hamesa bada kar gina jata hai taki koi care na kare to extra run badh jaye . Jo team jitati hai vo 20/50rupees khila deti hai kyunki pure din ka vahi man of the match,aur man of the series hota h.match khatam hote hore ab bar ak din me jarur fight ho jati hai. Yahi hai mere gaw ka rull aur niyam...
Nice
ReplyDelete